Phir Aane Laga Yaad Lyrics  | Yeh Dil Kisko Doon | Shashi Kapoor, Ragini | Mohammed Rafi, Usha Khanna | Iqbal Qureshi

Phir Aane Laga Yaad Lyrics | Yeh Dil Kisko Doon | Shashi Kapoor, Ragini | Mohammed Rafi, Usha Khanna | Iqbal Qureshi

Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Inkaar ka aalam kabhi
Iqraar ka aalam
Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Pyar ka aalam

Wo pehli mulaqat mein
Wo pehli mulaqat mein
Wo pehli mulaqat mein
Rangin ishare
Phir baato hi baato mein
Wo takraar ka aalam
Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Pyar ka aalam

Wo jhumta balkhata
Wo jhumta balkhata
Wo jhumta balkhata
Hua sare kharama
Main kaise bhula du
Teri raftaar ka aalam
Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Pyar ka aalam

Kab aaye the wo kab gaye
Kab aaye the wo kab gaye
Kab aaye the wo kab gaye
Kuch yaad nahi hai
Aankho mein basa hai
Wohi deedar ka aalam
Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Inkaar ka aalam kabhi
Iqraar ka aalam
Pyar ka aalam
Pyar ka aalam
Pyar ka aalam
Haye pyar ka aalam.

MovieYeh Dil Kisko Doon
SingerMohammed Rafi, Usha Khanna
Music ComposerIqbal Qureshi
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastShashi Kapoor, Ragini, Jeevan, Anwar, Agha, Kumar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *