Pehli nazar me tune ye kya kiya – 2
Hosh ud gaye mere dil kho gaya
Dil kho gaya dil kho gaya – 2
Kal tak to ye dil mera hi tha – 2
Aaj sanam ye dil tera ho gaya
Tera ho gaya tera ho gaya – 2
Sapne kabhi maine dekhe na the – 2
Milkar tujhe sapne sajne lage
Tere palkho ke saya mera dil chain paye
O dilruba o dilruba
Pehli nazar me tune ye kya kiya – 2
Hosh ud gaye mere dil kho gaya
Dil kho gaya dil kho gaya – 2
Dil ki tamanna ko anjam de – 2
Chahat ko apni koi naam de
Naam dono ke jud gaye
Ek ho jaye dilbar
O sathiya o sathiya
Kal tak to ye dil mera hi tha – 2
Aaj sanam ye dil tera ho gaya
Tera ho gaya tera ho gaya
Tera ho gaya
Pehli nazar me tune ye kya kiya – 2
Hosh ud gaye mere dil kho gaya
Dil kho gaya dil kho gaya dil kho gaya
| Movie | Uljhan |
| Singer | Lata Mangeshkar, Udit Narayan |
| Music Composer | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Madan Pal |