Pehle Jhuk Kar Karo Salaam Fir Bataau Apna Naam Lyrics | Doli | Asha Bhosle | Ravi

Pehle Jhuk Kar Karo Salaam Fir Bataau Apna Naam Lyrics | Doli | Asha Bhosle | Ravi

Pehle jhuk kar karo salam fir batlao apna naam
Adab se bolo kya hai kaam o mister gulfam
Pehle jhuk kar karo salam fir batlao apna naam
Adab se bolo kya hai kaam o mister gulfam
Pehle jhuk kar karo salam

Sham savere meri gali ke so so phere kya matlab
Achi surat jaha bhi dekhi daale dere kya matlab
Sham savere meri gali ke so so phere kya matlab
Achi surat jaha bhi dekhi daale dere kya matlab
Dil bhi dekh liya hota aur fir pyar kiya hota
Tum jaise hi naam wafa ka karte hai badnam
Pehle jhuk kar karo salam fir batlao apna naam
Adab se bolo kya hai kaam o mister gulfam
Pehle jhuk kar karo salam

Dil ke dariya kitne gahre naya khiladi kya jane
Kya hota hai pyar ka jajba koi anari kya jane
Dil gayal jab hota hai pyar javaa hota hai
Baharo se phul ke aanshu bharta hai ye jaam
Pehle jhuk kar karo salam fir batlao apna naam
Adab se bolo kya hai kaam o mister gulfam
Pehle jhuk kar karo salam

MovieDoli
SingerAsha Bhosle
DirectorA Subba Rao
Music ComposerRavi
LyricistRajinder Krishan
Star CastRajesh Khanna, Babita, Nazima, Prem Chopra, Omprakash, Sulochana, Nana Palsikar, Shammi, Sunder, Raj Mehra, Hari Shivdasani, Sulochana Chatterjee, Narbada Shankar, Birbal, Johny Whiskey, Balraj Sahni, Kamini Kaushal, Asit Sen, Bindu, Ravikant, Darshan, Ja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *