Peer Bhare Mann Ko Lyrics  | Shuk Rambha | Bharat Bhushan, Anjali Devi | Asha Bhosle | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Peer Bhare Mann Ko Lyrics | Shuk Rambha | Bharat Bhushan, Anjali Devi | Asha Bhosle | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Peed bhare mann ko mere ab na aur satao
Har gayi mai ladle ab to jhalak dihkao
Kaha hai tu kaha hai tu
Kaha hai tu kaha hai tu

Kaha hai tu kaha hai tu
Kaha hai tu kaha hai tu
Dhund rahe tujhe dagar
Dagar mere naino ke aasu
Kaha hai tu kaha hai tu
Kaha hai tu kaha hai tu

Wan ki latao mujhe batao
Pata kahi mere lal ka
Mere sar par pada achanak
Dur hath hai tal ka
Kaha gaya kaha chupa
Kaha gaya kaha chupa
Chain le gaya mera jinda
Kaha hai tu kaha hai tu
Kaha hai tu kaha hai tu

Dharti se puchu mai puchu gagan se
Dur kiya mujhe kisne sajan se
Dharti se puchu mai puchu gagan se
Dur kiya mujhe kisne sajan se
Lal mere gopal mere
Lal mere gopal mere
Aake dekh hue kaise hal mere
Gopal mere
Kaha gaya kaha chupa
Kaha gaya kaha chupa
Hui bawri ban ban dhudu
Kan kan se puchu
Kaha hai tu kaha hai tu
Kaha hai tu kaha hai tu
Kaha hai tu kaha hai tu
Kaha hai tu kaha hai tu.

MovieShuk Rambha
SingerAsha Bhosle
DirectorDhirubhai Desai
Music ComposerPrabodh Chandra Dey (Manna Dey)
LyricistBharat Vyas
Star CastBharat Bhushan, Anjali Devi, Lalita Pawar, Nirupa Roy, Raj Kumar, Ishwar Lal, Suryakan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *