Pataya Pataya Ek Ladki Ko Maine Pataya Lyrics | Dadagiri | Shabbir Kumar | Anu Malik

Pataya Pataya Ek Ladki Ko Maine Pataya Lyrics | Dadagiri | Shabbir Kumar | Anu Malik

Pataya pataya logo sun lo
Pataya pataya pataya
Ek ladki ko maine pataya
Pataya pataya pataya
Ek ladki ko maine pataya
Vo katil aankho wali gore galo wali
O kale baalo wali janeman dil tujhpe aaya

Vo hai jalta hua ek patakha
Mere dil me kiya dhamaka
Vo hai jalta hua ek patakha
Mere dil me kiya dhamaka
Haye re uski adda ho gaye hum to fida
Rang hai uska juda
Rang hai uska juda
Dil mera jeet liya
Hosh mera loot liya
Naam hai uska hi jaba
Naam hai uska hi jaba
Janeman dil tujhpe aaya
Aa fasaya fasaya fasaya
Apni bato se usko fasaya
Pataya pataya pataya
Ek ladki ko maine pataya

Kon marega ab mere jaisa
Maine vo kaam kiya
Pyar me naam kiya
Sabko hairan kiya
Sabko hairan kiya
Mera dil dekh jara
Ye jigar dekh jara
Koi mujhsa na hua
Koi mujhsa na hua
Janeman dil tujhpe aaya
Dikhaya dikhaya dikhaya
Maine aisa karishma dikhaya
Pataya pataya pataya
Ek ladki ko maine pataya

Mere fando se vo to na nikli
Jaal me aa gayi dekho machli
Mere fando se vo to na nikli
Jaal me aa gayi dekho machli
Haye wo pahli najar dil per ker gayi asar
Wo jidar mai bhi udar
Chahe ho koi nagar
Sham ho ya ho sahar
Uski rakhi hai khabar
Wo gayi dil me uthar
Wo gayi dil me uthar
Janeman dil tujhpe aaya
Chalaya chalaya chalaya
Maine manter kuch aisa chalaya
Pataya pataya pataya
Lutaya lutaya lutaya
Dil apna uspe lutaya
Haye pataya pataya pataya
Ek ladki ko maine pataya
Pataya

MovieDadagiri
SingerShabbir Kumar
DirectorDeepak Shivdasani
Music ComposerAnu Malik
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastDharmendra, Govinda, Rati Agnihotri, Padmini Kolhapure, Amrish Puri, Rakesh Bedi, Sudhir Dalvi, Shashikala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *