Parwardigara Parwardigara Lyrics | Alam Ara | Suman Kalyanpur | Iqbal Qureshi

Parwardigara Parwardigara Lyrics | Alam Ara | Suman Kalyanpur | Iqbal Qureshi

Parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
Hum besaharo ka tu hi sahara hum besaharo ka tu hi sahara
Parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
Rahmat ko apne kar de ishara kar de ishara
Sailab ho jaye aalam sara sailab ho jaye aalam sara
Parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara

Bago se nikle phal phul fir se phal phul fir se
Bago se nikle phal phul fir se phal phul fir se
Kheto me jhume fasle dobara kheto me jhume fasle dobara
Parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara

Kaise duboyegi usko ye dunia kaise duboyegi usko ye dunia
Usko ye dunia usko ye dunia tu dega maula jisko kinara
Tu dega maula jisko kinara parwardgara parwaradgara
Parwardgara parwaradgara

Barse barse barse barse barse jhama jham rahmat ke badal
Barse jhama jham rahmat ke badal rahmat ke badal rahmat ke badal
Pyaso ko jhume lahrake dhara pyaso ko jhume lahrake dhara
Parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
Hum besaharo ka tu hi sahara hum besaharo ka tu hi sahara
Parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara

MovieAlam Ara
SingerSuman Kalyanpur
DirectorNanubhai Vakil
Music ComposerIqbal Qureshi
LyricistKaifi Azmi
Star CastAjit, Nazma, Rajan Bala, Bhushan Tiwari, Mohan Choti, Bindu, Jairaj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *