Pareshan Ho Aap Ke Dushman Lyrics | Lucky Number | Anil Biswas

Pareshan Ho Aap Ke Dushman Lyrics | Lucky Number | Anil Biswas

Pareshan ho aap ke dushman
Pareshaniyo ko
Bhula dijiyega
Pareshaniyo ko
Bhula dijiyega
Pareshaniyo ko
Bhula dijiyega
Pareshaniyo ko

Basa ke mujhe
Aayine ke nazar me
Basa ke mujhe
Aayine ke nazar me
Meri zindagi ko
Bana dijiyega
Meri zindagi ko
Bana dijiyega
Meri zindagi ko

Nigahen mila baithi
Kyu aapse main
Nigahen mila baithi
Kyu aapse main
Mujhe is khata ki
Saja dijiyega
Mujhe is khata ki
Saja dijiyega
Mujhe is khata ki

Marij mohabbat pe
Nazare karam ho
Marij mohabbat pe
Nazare karam ho
Diya dard hain to
Dawa dijiyega
Diya dard hain to
Dawa dijiyega
Diya dard hain to

Aji kadmo pe hamne
Dil rakh diya hain
Aji kadmo pe hamne
Dil rakh diya hain
Ji chahe to thokar
Laga dijiyega
Ji chahe to thokar
Laga dijiyega
Ji chahe to thokar
Basa ke mujhe
Aayine ke nazar me
Basa ke mujhe
Aayine ke nazar me
Meri zindagi ko
Bana dijiyega
Meri zindagi ko
Bana dijiyega
Pareshaniyo ko
Bhula dijiyega
Pareshaniyo ko

MovieLucky Number
DirectorMan Mohan
Music ComposerAnil Biswas
LyricistManmohan Sabir
Star CastBhagwan, Ameeta, Hiralal, David, Rajan Haksar, Helen, Tun Tun, Manju

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *