Parda Parda Haan Apno Se Kaisa Parda Lyrics | Once Upon A Time In Mumbaai | Sunidhi Chauhan | Pritam Chakraborty

Parda Parda Haan Apno Se Kaisa Parda Lyrics | Once Upon A Time In Mumbaai | Sunidhi Chauhan | Pritam Chakraborty

Duniya me logo ko dhokha kabhi ho jata hai
Aankho hi aankho me yaaro ka dil kho jata hai
Duniya me logo ko dhokha kabhi ho jata hai
Aankho hi aankho me yaaro ka dil kho jata hai
Do dil dono jawa aankho ka hai ye baya
Dono ke darmiya koi bhi ho na yaha
Parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda
Parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda
Monika o my darling
O monika o my darling

Dilbar ki fitrat me dhoka bhi hai aur chahat bhi
Jaan jaaye to jaaye sochu kyun jab maine ulfat ki
Haaye dilbar ki fitrat me dhoka bhi hai aur chahat bhi
Jaan jaye to jaaye sochu kyun jab maine ulfat ki
Jaaye bhi to kaha dushman hai saara jaha
Jispe bhi ho gumaa kehna tu usko yaha
Parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda
Parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda
Monica o my darling
O monica o my darling
Wo aa gaya
Dekho dekho wo aa gaya

Hulchul si har pal hai
Betab apni jawani hai
Beakal main beakal tu
Bedard dil ki kahani hai
Haaye haaye hhulchul si har pal hai
Betab apni jawani hai
Beakal main beakal tu
Bedard dil ki kahani hai
Uthata jaise dhua
Ye dil hai tera pata
Aaja reh le yaha
Jayega ab tu kaha
Parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda
Parda parda ha parda parda ha apno se kaisa parda
Monica o my darling
O monica o my darling

MovieOnce Upon A Time In Mumbaai
SingerSunidhi Chauhan
DirectorMilan Luthria
Music ComposerPritam Chakraborty
LyricistIrshad Kamil
Star CastAjay Devgn, Emraan Hashmi, Kangna Ranaut, Prachi Desai, Randeep Hooda, Gauhar Khan, Avtar Gill, Naved Aslam, Sanjeev Wilson, Mehul Bhojak, Ravi Khanwilkar, Asif Basra, Amy Kingston, Imran Hasnee

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *