Parbat Roke Sagar Roke Lyrics  | Juaari | Dharmendra, Shilpa Shirodkar | Amit Kumar, Anupama Deshpande | Bappi Lahiri

Parbat Roke Sagar Roke Lyrics | Juaari | Dharmendra, Shilpa Shirodkar | Amit Kumar, Anupama Deshpande | Bappi Lahiri

Parbat roke sagar roke
Par hum nahi ruk payenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge
Parbat roke sagar roke
Par hum nahi ruk payenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge

Ishq ke junun mein chaahe
Chand gireba ho jaaye
Dil hota hai ho jaaye
Jaan hoti hai ho jaaye
Ishq ke junun mein chaahe
Chand gireba ho jaaye
Dil hota hai ho jaaye
Jaan hoti hai ho jaaye
Teri aankhon ki doro se
Hum daman seeye jayenge
Parbat roke sagar roke
Par hum nahi ruk payenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge

Teri baaho ke ghere mein
Zindagi ki shyam ho
Jaan jab jaaye meri
Lab pe tera naam ho
Teri baaho ke ghere mein
Zindagi ki shyam ho
Jaan jab jaaye meri
Lab pe tera naam ho
Haath utha ke ye dua
Maalik se keeye jayenge
Parbat roke sagar roke
Par hum nahi ruk payenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge

Ye hume parvah nahi ke
Waqt sitamghar ho jaaye
Phul angare ban jaaye
Duniya patthar ho jaaye
Ye hume parvah nahi ke
Waqt sitamghar ho jaaye
Phul angare ban jaaye
Duniya patthar ho jaaye
Phir bhi hum ae bewafa
Har mod pe nibhayenge
Parbat roke sagar roke
Par hum nahi ruk payenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge
Pyar ki aawaz pe hum
Daude chale aayenge.

MovieJuaari
SingerAmit Kumar, Anupama Deshpande
DirectorJagdish A. Sharma
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAnwar Sagar
Star CastDharmendra, Shilpa Shirodkar, Deepak Saraf, Mehmood, Raza Murad, Johny Lever, Armaan Kohli, Paresh Rawal, Kiran Kumar
LabelTips Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *