Papi Duniya Se Door Chale Lyrics  | Rail Ka Dibba | Shammi Kapoor, Madhubala | Shamshad Begum | Ghulam Mohammad

Papi Duniya Se Door Chale Lyrics | Rail Ka Dibba | Shammi Kapoor, Madhubala | Shamshad Begum | Ghulam Mohammad

Papi dunia se dur aao chale ji huzur
Yaha jina hai kasur
Yaha koi kya jiye haye koi kya jiye
Papi dunia se dur aao chale ji huzur
Yaha jina hai kasur
Koi kya jiye haye koi kya jiye

Aasu yaha hai sitare nahi
Ho lakho bhawar hai kinare nahi
Tute dilo ke sahare nahi
Papi dunia se dur aao chale ji huzur
Yaha jina hai kasur
Koi kya jiye haye koi kya jiye

Ji chahta hai ke chali ye waha
Ik mai hu ik tu ho sajan jaha
Na ye jami ho na ye aasma
Papi dunia se dur aao chale ji huzur
Yaha jina hai kasur
Koi kya jiye haye koi kya jiye
Papi dunia se dur aao chale ji huzur
Yaha jina hai kasur
Koi kya jiye haye koi kya jiye.

MovieRail Ka Dibba
SingerShamshad Begum
DirectorPrem Narayan Arora
Music ComposerGhulam Mohammad
LyricistShakeel Badayuni
Star CastShammi Kapoor, Madhubala, Sajjan, Om Parkesh, Yasmin, Cuckoo, Jayant, Ram Avtar, Manju, Amar, Pratima Devi
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *