Panchhee Meree Khushee Kaa Jamana Lyrics | Chand | Zeenat Begum | Husnlal Bhagatram

Panchhee Meree Khushee Kaa Jamana Lyrics | Chand | Zeenat Begum | Husnlal Bhagatram

Panchhi meri khushi kaa jamana kaha gaya
Jamana kaha gaya
Panchhi meri khushi kaa jamana kaha gaya
Jamana kaha gaya
Aankho ne jo likha wo fasana kaha gaya
Fasana kaha gaya

Ab unko ruthne ki jarurat bhi pad gayi
Ab unko ruthne ki jarurat bhi pad gayi
Wo mere ruthne ka bahana kaha gaya
Bahana kaha gaya
Wo mere ruthne ka bahana kaha gaya
Bahana kaha gaya

Mai dil se puchhti hu kaha hai mera suhaag
Kaha hai mera suhaag
Mai dil se puchhti hu kaha hai mera suhaag
Kaha hai mera suhaag
Dil mujh se puchhta hai divana kaha gaya
Divana kaha gaya
Dil mujh se puchhta hai divana kaha gaya
Divana kaha gaya

Tu meri kaid me hai to mai gum ki kaid me
Mai gum ki kaid me
Tu meri kaid me hai to mai gum ki kaid me
Mai gum ki kaid me
Wo tera geet mera tarana kaha gaya
Tarana kaha gaya
Panchhi meri khushi kaa jamana kaha gaya
Jamana kaha gaya

MovieChand
SingerZeenat Begum
DirectorD.D. Kashyap
Music ComposerHusnlal Bhagatram
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastShashikala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *