Panchhee Mere Mann Kaa Aaj Uda Jaye Lyrics | Inteha Pyaar Ki | Lata Mangeshkar | Anand-Milind

Panchhee mere mann kaa aaj uda jaye, unche pahado ko chhu ke chala jaye
Hosh chhin liye madahosh kiye jaye, huyee mai divanee huyee

Chham chham chham chham chham……..

Bhige hontho se shabnam churaye, bhanvara kaliyo kaa ghunghat uthaye
Ud kar gulshan se chanchal hawaye, saree duneeya me kushbu lutaye
Inn baharo me bhee mehkane lagee, chain mera gaya mai bahakane lagee
Chha gaya dil pe koyee nasha

Aise chadha hai dariya kaa panee, jaise laharo pe aayee javanee
Unche unche darakto ke sath, har musafir ke mann ko lubhaye
Hai yahee aarju ghar basa lu yahee, abb yaha se na mai dur jau kahee
Hogee aisee na koyee jagah, panchhee mere mann kaa

MovieInteha Pyaar Ki
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerAnand-Milind
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *