Pal Do Pal Pyar Ka Lyrics | Teri Kasam (Album) | Adnan Sami | Adnan Sami

Pal Do Pal Pyar Ka Lyrics | Teri Kasam (Album) | Adnan Sami | Adnan Sami

Pal do pal pyaar ka
Aao jee le zara
Aaj nazaren mila le
Kal ka kisko pata ha
Pal do pal zindagi
Rehna hai saath saath
Chal rahi aaj saansen
Kal ka kisko pata ha

Kabhi lagta hai
Abhi na bolun
Kabhi lagta hai
Abhi main keh dun
Meri khamoshiyan ye kehati
Keh dun hai pyaar tujhse
Ye agar kahe diya
Ruth jaaogi kya
Tum bhi to kuchh kaho na
Kal ka kisko pata ha
Pal do pal pyaar ka
Aao jee le zara
Aaj nazaren mila le
Kal ka kisko pata ha

Kabhi apno ka kahena mano
Kabhi sapno ka ishaara jano
Ab to meri jaan chhupao na
Keh do hai pyaar mujhse
Ye agar kahe diya chain aa jaayega
Pyaar hai kaho na
Kal ka kisko pata ha
Pal do pal pyaar ka
Aao jee le zara
Aaj nazaren mila le
Kal ka kisko pata ha
Pal do pal pyaar ka
Aao jee le zara
Aaj nazaren mila le
Kal ka kisko pata ha

MovieTeri Kasam (Album)
SingerAdnan Sami
Music ComposerAdnan Sami
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *