Pahli Baar Ek Ladki Mera Lyrics  | Aur Kaun? | Padmini Kapila, Roopesh Kumar | Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Pahli Baar Ek Ladki Mera Lyrics | Aur Kaun? | Padmini Kapila, Roopesh Kumar | Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Pahli baar
Haan pahli baar
Ik ladki mera haath pakadkar
Boli haan re haan
Haan pahli baar
Haan pahli baar
Ik ladki mera haath pakadkar
Boli haan re haan
Haan pahli baar

Kisi ko na pata chala kyaa ho gaya
Aisi mili nazren ke dil kho gaya
Kisi ko na pataa chala kyaa ho gaya
Aisi mili nazren ke dil kho gaya
Chupke se woh
Pehlu mein aaaaaa
Chupke se woh
Pehlu mein aa
Boli mujhe aa re aa

Haan pahli baar
Haan pahli baar
Ik ladki mera haath pakadkar
Boli haan re haan
Haan pahli baar

Nasha aankhon mein ab chhaane lagaa hai
Mazaa jeene ka ab aane lagaa hai
Nasha aankhon mein ab chhaane lagaa hai
Mazaa jeene ka ab aane lagaa hai
Saath hain woh
Paas hain woh ho
Saath hain woh
Paas hain woh
Aaj aahi na re naaaaa
Haan pahli baar
Haan pahli baar
Ik ladki mera haath pakadkar
Boli haan re haan
Haan pahli baar

Saanson mein saans jab mil jaayegi
Kali sapno ki khil jaayegi
Saanson mein saans jab mil jaayegi
Kali sapno ki khil jaayegi
Kal ka mujhe yaad nahin
Kal ka mujhe yaad nahin
Aaj ki baat waah re waah aaaa
Haan pahli baar
Haan pahli baar
Ik ladki mera haath pakadkar
Boli haan re haan
Haan pahli baar
Haan pahli baar
Ik ladki mera haath pakadkar
Boli haan re haan
Haan pahli baar.

MovieAur Kaun?
SingerKishore Kumar
DirectorShyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAmit Khanna
Star CastPadmini Kapila, Roopesh Kumar, Madan Puri, Sachin, Vimal Sahu, Ranjani Sharma, Om Shivpuri
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *