Paayal Kare Yeh Chham Chham Lyrics | Mere Sapnon Ki Rani – 1997 | Alka Yagnik, Udit Narayan | Anand-Milind

Ku ku ku ku………

Na na na na na…..
(Paayal kare yeh chham chham, ku ku ku ku………
Chudi kare yeh khan khan, ku ku ku ku………
Yeh chham chham kya bole, yeh chhan chhan kya bole
Paas mere aaja tarase mann, jaanam) – (2)
Paayal kare yeh chham chham, ku ku ku ku………
Chudi kare yeh chhan chhan, ku ku ku ku………

Na na na na na…..
Kuchh dekhu toh sanam main dekhu bas tujhe
Kuchh sochu toh sanam main sochu bas tujhe
Paayi maine khushiya tujhako jo paa liya
Dur nahi jaana kabhi mujhase tu mere piya
Saath na chhodunga tera, haath na chhodunga tera
Sang main rahunga tere har dum, jaanam
Paayal kare yeh chham chham, ku ku ku ku………
Chudi kare yeh chhan chhan, ku ku ku ku………

Na na na na na…..
Naino ka yeh likha naino ne padh liya
Iss dil ne jo kahaan uss dil ne sun liya
Honto pe bhi aa gaya, pyaar hamein ho gaya
Maine tujhe, tune mujhe saathi tab chun liya
Main bani hoon tere liye tu bana hai mere liye
Tu hai dil mera toh main hoon dhadkan, jaanam
Paayal kare yeh chham chham, ku ku ku ku………
Chudi kare yeh chhan chhan, ku ku ku ku………

MovieMere Sapnon Ki Rani - 1997
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
Music ComposerAnand-Milind

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *