Paaon mein payal sa sapna
Mera sapna pyara sapna
Meetha sapna jo kal aankho
Mein tha aaj baho mein hai
Mera sapna pyara sapna
Meetha sapna sundar sapna
Jhalka jo karta tha pyar baichen
Phirti thi kin pe lutao
Ek raja rani ki chahat aanokhi thi
Kisko kahani sunao
Hatho mein chandan sa
Aankho mein kajal sa
Hotho mein geeto sa
Paaon mein payal sa
Sapna mera sapna
Pyara sapna sundar sapna
Jhalka jo karta tha pyar baichen
Phirti thi kin pe lutao
Ek raja rani ki chahat aanokhi thi
Kisko kahani sunao
Ek sukh ko tarasti thi
Achal par tore laga de
Koi daag aapna
Mera sapna pyara sapna
Meetha sapna jo kal
Aankho mein tha
Aaj baho mein hai
Mera sapna pyara sapna
Meetha sapna sundar sapna
| Movie | Sajjo Raani |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | Govind Saraiya |
| Music Composer | Sapan Jagmohan |
| Lyricist | Jan Nisar Akhtar |
| Star Cast | Rehana Sultan, Romesh Sharma, Krishan Kant, Ramesh Deo |

