Oonch Neech Ka Bhed Bhula Kar Lyrics  | Hum Bhi Insaan Hain | Lata Sinha, Abhi Bhattacharya | Hemanta Kumar Mukhopadhyay | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Oonch Neech Ka Bhed Bhula Kar Lyrics | Hum Bhi Insaan Hain | Lata Sinha, Abhi Bhattacharya | Hemanta Kumar Mukhopadhyay | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Oonch neech ka bhed bhula kar
Gale milo sare insan
Sabka ek pita parmeshwar
Jag mein sab jan ek saman
Raghupati raghav raja ram
Ishwar allah tere naam

Oonch neech ka bhed bhula kar
Gale milo sare insan
Sabka ek pita parmeshwar
Jag mein sab jan ek saman
Raghupati raghav raja ram
Ishwar allah tere naam

Pathar ko tum shish nawao
Aur insan ko thukraya
Kaisa hai ye nyay tumhara
Kuch hamko bhi samjhao
Kaun dharam ye kaisa gyan
Jag mein sab jan ek saman
Raghupati raghav raja ram
Ishwar allah tere naam

Ganga jamuna khub nahaye
Man ki kayi dho na sake
Dunia bhar ke dost bane
Ghar mein bhai ke ho na sake
Karo na ab khud ka apman
Jag mein sab jan ek saman
Raghupati raghav raja ram
Ishwar allah tere naam

Oonch nich ka bhed bhula kar
Gale milo sare insan
Sabka ek pita parmeshwar
Jag me sab jan ek saman
Raghupati raghav raja ram
Ishwar allah tere naam.

MovieHum Bhi Insaan Hain
SingerHemanta Kumar Mukhopadhyay
DirectorRobin Majumdar
Music ComposerHemanta Kumar Mukhopadhyay
LyricistShailendra (Shankardas Kesarilal)
Star CastLata Sinha, Abhi Bhattacharya, Chaman Puri, M. Kumar, Anil Kumar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *