Om Jai Jagdish Hare (Abdullah) Lyrics | Abdullah | Lata Mangeshkar | R D Burman

Om Jai Jagdish Hare (Abdullah) Lyrics | Abdullah | Lata Mangeshkar | R D Burman

Om jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat kshan mein dur kare
Om jai jagdish hare

Maatpita tum mere sharan gahu me kiski
Prabhu sharan gahu me kiski
Tum bin aur naa duja
Prabhu bin aur naa duja aas karu main kiski

Tum karuna ke sagar
Tum paalan karta
Swami tum paalan karta
Main murat falkami
Main sevak tum swami krupa karo harta
Om jai jagdish hare

Tum puran parmatma tum antaryaami
Prabhu tum antaryaami
Paar brahma parmeshwar
Paar brahma parmeshwar tum sabke swami
Om jai jagdish hare jai jagdish hare
Swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat kshan me dur kare
Om jai jagdish hare

MovieAbdullah
SingerLata Mangeshkar
DirectorSanjay Khan
Music ComposerR D Burman
LyricistAnand Bakshi
Star CastRaj Kapoor, Sanjay Khan, Zeenat Aman, Sanjeev Kumar, Mehmood, Danny Denzongpa, Bob Christo, Nasir Hussain, Kader Khan, Sujit Kumar, Leela Mishra, Mukri, Gufi Paintal, Rakesh Pandey, Om Prakash, Madan Puri, Helen, Farida Jalal, Parveen Babi, Dheeraj Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *