O Yara Dildara Lyrics | Aadmi Aur Insaan | Mahendra Kapoor, S Balbir | Ravi Shankar Sharma

Dil karta o yara dildara mera dil karta
O yara dildara mera dil karta
Aisa kuchh kar paye
Yadon mein bas jaye
Dil karta o yara dildara mera dil karta
O yara dildara mera dil karta
Ho sadiyo jahan mein
Ho charcha hamara
Dil karta o yara dildara mera dil karta
O yara dildara mera dil karta

Chalti mashale leke
Milane ki raaton mein – 2
Hoy hoy aage aage ham chalen
Yaro ki barato mein – 2
Hoy hoy hanse koi bholi bhali
Apni bhi baton mein – 2
Hoy hoy kisi ki kalayi aaye
Apne bhi hathon mein – 2
Ho sadiyo jahan mein
Ho charcha hamara
Dil karta o yara dildara mera dil karta
O yara dildara mera dil karta
Aisa kuch kar payen
Yado mein bas jaye
Dil karta o yara dildara mera dil karta
O yara dildara mera dil karta

Ham sa jiyala koi mile
Na hazaro mein
Mile na hazaro mein
Hoy hoy mare chahe jiye rahe
Agli kataro mein – 2
Hoy hoy chalke hamara lahu
Kal ki baharo mein – 2
Hoy hoy ashkon ka tohfa ho ke
Bant jaye yaro mein – 2
Ho sadiyo jahan mein
Ho charcha hamara

Dil karta o yara dildara mera dil karta
O yara dildara mera dil karta
Aisa kuchh kar paye
Yado mein bas jaye
Dil karta o yara dildara mera dil karta
O yara dildara mera dil karta – 5

MovieAadmi Aur Insaan
SingerMahendra Kapoor, S Balbir
Music ComposerRavi Shankar Sharma
LyricistSahir Ludhianvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *