O sajna o mitwa
O sajna o mitwa
Tujhko chaha tujhko pooja
Tujhko chaha tujhko pooja
Tu bhi mujhe apna bana
O sajna o mitwa
O sajna o mitwa
Tu kabse hain meri chaho mein
Na jaane kab lega baaho mein
Tu kabse hain meri chaho mein
Na jaane kab lega baaho mein
Maine tujhe hain meer banaya
Maine tujhe hain meer banaya
Tu bhi mujhe meer bana
O sajna o mitwa
O sajna o mitwa
Tu mere sapno ka raja hain
Been tere jeevan aadha hain
Tu mere sapno ka raja hain
Been tere jeevan aadha hain
Dil ke suro ko tune hain chheda
Dil ke suro ko tune hain chheda
In se hi geet bana
O sajna o mitwa
O sajna o mitwa
Ho gaya mujhko tujhse pyar
Ha karde tu ek bar
Ho gaya mujhko tujhse pyar
Ha karde tu ek bar
Ek dujhe se milke dono
Ek dujhe se milke dono
Banayenge apna jaha
O sajna o mitwa
O sajna o mitwa
Tujhko chaha tujhko pooja
Tujhko chaha tujhko pooja
Tu bhi mujhe apna bana
O sajna o mitwa
O sajna o mitwa
O sajna o mitwa
O sajna o mitwa.
| Movie | Geet Milan Ke Gaate Rahenge |
| Singer | Kavita Krishnamurthy |
| Music Composer | Manoj, Naresh Bhattacharya |
| Lyricist | Mithilesh Maan Singh |
| Star Cast | Kewal Shah, Barkha Pandit, Johny Lever, Dilip Dhawan |
| Label | Tips Records |
