O Saajna Lyrics | Rahul Dayal

O Saajna Lyrics | Rahul Dayal

Hmm.. Hmm..
Hmm.. Hmm..

Tere bina o saajna
Dil mera lagta nahin
Tu hi meri hai zameen
Tu hi aasmaan..

Hmm.. Hmm..

O tere bina o saajna
Dil mera lagta nahin
O tu hi meri hai zameen
Tu hi aasmaan..

Kaise jeeunga main
Reh na sakunga main
Mujhko tu dena sazaa..

Tu hi rab mera, tu hi to jaan meri
Tu hi mera mehrama..

O saajna.. O saajna..
Aa.. Hmm..
O saajna.. O saajna..

Teri baatein woh raatein..
Teri baatein woh raatein
Woh saari yaadein
Mujhko abhi tak hain yaad..
Aa..

Tu jo meri nahin hai
To kuch bhi nahin hai
To jeena mera mumkin nahin..
Hai.. Hai..

Aashiq bana ke
Tu dil mein basa ke
Tu aise na jaa saajna

Tera rahunga main
Tujhse kahunga main
Tu hi hai mera jahaan..

O saajna.. O saajna..
Aa.. Hmm..
O saajna.. O saajna..

Saajna.. Saajna.. Saajna..
Saajna.. Hmm.. Hmm.. Hmm.. Hmm..
O saajna..!

SingerRahul Dayal
Music ComposerRahul Dayal
LyricistRahul Dayal
Star CastPriyanka Mahar
LabelPehchan Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *