O Panchi Pardesiya Ja Ud Ja Lyrics | Ghar Ki Bahu | Paro Devi | Shanti Kumar Desai, R C Roy

O Panchi Pardesiya Ja Ud Ja Lyrics | Ghar Ki Bahu | Paro Devi | Shanti Kumar Desai, R C Roy

O panchhi o panchhi pardeshiya
Ho pardeshiya ja ud ja
Mere piya ka sandesha la
Mere piya ka sandesha la
Aankho mein dole jawaniya
O jawaniya hontho pe man ki kahaniya
Ha kahaniya haye kahaniya
Sundar sapne sundar sapne
Jaag uthe hai sundar sapne
Jaag uthe hai man ki meri bate
Haye man ki meri bate
Unhe tu hi bata unhe tu hi bata
O panchhi o panchhi pardeshiya
Ho pardeshiya ja ud ja
Mere piya ka sandesha la
Ud ja mere piya ka sandesha la

Chhed rahi hai mast hawaye
Jhum rahi hai kali ghataye
Koyal kuke koyal kuke
Gaye papiha gaye papiha
Un bin mane nahi jiya mora
Haye re jiya mora
Un bin mane nahi jiya mora
Haye re jiya mora
O panchhi o panchhi pardeshiya
Ho pardeshiya ja ud ja
Mere piya ka sandesha la
Ud ja mere piya ka sandesha la o panchhi

MovieGhar Ki Bahu
SingerParo Devi
DirectorN G Deware
Music ComposerShanti Kumar Desai, R C Roy
LyricistPandit Taresh
Star CastGhulam Mohammad, Paro, Umakant, Babu Raje, Geeta Sardesai, Mehar Sultana, Pandey

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *