O Naukar Sarkari Lyrics  | Kranti | Vinod Khanna, Bobby Deol | Alka Yagnik, Udit Narayan | Jatin Pandit, Lalit Pandit

O Naukar Sarkari Lyrics | Kranti | Vinod Khanna, Bobby Deol | Alka Yagnik, Udit Narayan | Jatin Pandit, Lalit Pandit

O naukar sarkari tane
Dil deke main haari
O naukar sarkari tane
Dil deke main haari
Aise pyaar se achcha tha
Mar jaandi main kunwari
Aise pyaar se achcha tha
Mar jaandi main kunwari
Oye oye oye oye
O naukar sarkari tane
Dil deke main haari
O naukar sarkari tane
Dil deke main haari

Meri jaan se oh bedardi
Tujhe pyaari apni vardi
Maaloom agar yeh hota
Main pyaar kabhi na karti
Tujhko hai kaam hazaron
Kab aayegi meri baari
Oye oye oye oye
O naukar sarkari tane
Dil deke main haari

Haaye main thandi
Aahe bharti hoon main
Kaanton pe chalti hoon
Raaton mein jaagti hoon
Main barsaaton mein jalti hoon
Jal jal ke pyaar mein tere
Main ban gayi ek chingaari
Oye oye oye oye
O naukar sarkari tane
Dil deke main haari

Yeh preet hai teri joothi
Bas apni yaari tuti
Main pyaar pyaar karti
Hoon tu bole duty duty
Harjai kahegi tujhko
Duniya yeh duniya sari
Oye oye oye oye
O naukar sarkari tane
Dil deke main haari
Aise pyaar se achcha tha
Mar jaandi main kunwari
Aise pyaar se achcha tha
Mar jaandi main kunwari
O naukar sarkari tane
Dil deke main haari
O naukar sarkari tane
Dil deke main haari.

MovieKranti
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
DirectorNaresh Malhotra
Music ComposerJatin Pandit, Lalit Pandit
LyricistAnand Bakshi
Star CastVinod Khanna, Bobby Deol, Ameesha Patel
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *