O mast nazar tu chahe agar
O mast nazar tu chahe agar
Duniya bhar ko
Duniya bhar ko bismil kar de
Duniya bhar ko bismil kar de
Ho duniya bhar ko bismil kar de
Majnu kar de
Farhaad kar de
Ghayal kar de
Pagal kar de
Ghayal kar de
Pagal kar de
Ho ghayal kar de
Pagal kar de
Ho ho mast nazar
Jab yaad ka tufa aata hai
Dil kalaabajiya khata hai
Ro ro kar aahe bhar bhar kar
Tera aashiq chillata hai
Chillata hai
O aaja aaja aaja mere dilbar
Aasan meri mushkil kar de
Aasan meri mushkil kar de
Aasan meri mushkil kar de
Ho ho mast nazar
Ab rok le apne tir-e-nazar
Ab rok le apne tir-e-nazar
Har taraf hai zakhmi dil aur jigar
Dilli madras kalkatta bambai
Chhut gaya hai lahor
Haaye waqt bura duniya na kahi
Badnam tujhe kaatil kar de
Badnam tujhe kaatil kar de
Badnam tujhe kaatil kar de
Ho ho mast nazar
| Movie | Kinare Kinare |
| Singer | Vinod Desai |
| Director | Chetan Anand |
| Music Composer | Jaidev |
| Lyricist | Nyay Sharma |
| Star Cast | Dev Anand, Meena Kumari, Sunder, Chetan Anand, Kammo, Ravikant, Madhoo, B S Thapa, Sukhdev |

