O Jameela Lyrics | Khatron Ke Khiladi | Abhijeet | Ram Shankar

O Jameela Lyrics | Khatron Ke Khiladi | Abhijeet | Ram Shankar

Gaao ki galiyo mein lagta hai mela
Tera deewana dil banke albela
Jisko ye dhunde hai humko pata hai
Are jaa rshi vo jaa rshi hai teri jameela

O jameela o jameela aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko
O jameela o jameela aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko
Roop tera walla wallah dil bole allah allah
Roop tera walla wallah dil bole allah allah
Tu nahin bhadkana yaara mere jajbat ko
O jameela o jameela aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko

Dekh teri patli kamar dil ye mera dola
Tu hai chanchal hirni to main hu mast maula
Ho dekh teri patli kamar dil ye mera dola
Tu hai chanchal hirni to main hu mast maula
Roop tera walla wallah dil bole allah allah
Roop tera walla wallah dil bole allah allah
Tu nahin bhadkana yaara mere jajbat ko
O jameela o jameela aana jhume raat ko
Aankhon hi aankhon mein karna
Aankhon wali baat ko

Kaali kaali zulfen teri nagin si lehraye
Teri adaye teri jawani dil pe sitam dhaye

MovieKhatron Ke Khiladi
SingerAbhijeet
Music ComposerRam Shankar
LyricistGunvantraaj
Star CastMithun Chakraborty, Sudesh Berry, Rutika Singh, Ishrat Ali, Kiran Kumar, Aushim Khetrapal, Vishwajeet Pradhan, Asha Sachdev, Rami Reddy, Amit Pachori, Tej Sapru, Shweta Menon, Raj Babbar, Ronit Roy, Puru Raaj Kumar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *