O dur jaane waale – (2)
Waada naa bhul jaana – (2)
Raate huyee andheree – (2)
Tum chaand banke aanaa – (2)
O dur jaane
Apane huye paraaye, dushman huwa jamaana
Tum bhee agar naa aaye -2, meraa kahan thikaana
O dur jaane
Aaja kisee kee aankhe, ro ro ke kah rahee hain
Aisa naa ho kee hamko -2, kar de juda jamaana
O dur jaane
| Movie | Pyar Ki Jeet |
| Singer | Suraiya |
| Music Composer | Husnlal-Bhagatram |
| Lyricist | Qamar Jalalabadi |