O Dilruba Lyrics  | Zulm Ki Hukumat | Dharmendra, Moushumi Chatterjee | Kavita Krishnamurthy | Dilip Sen, Sameer Sen

O Dilruba Lyrics | Zulm Ki Hukumat | Dharmendra, Moushumi Chatterjee | Kavita Krishnamurthy | Dilip Sen, Sameer Sen

O dilruba hamse ankh to mila
Dil dene ki teri marzi hain kya
Kadmo mein sar jhuka denge ham
Aaj hamse bolo kya pyar karogi
Main bijli bijli jise chahe jala du
Main titli titli jise chahe nacha du
Har jagah hai mere charche
Mere hain afsane
Mere pyar ki aag mein jal gaye
Kitne hi parwane
Are jani chhuna na tu jayega jan se
Are main bijli bijli jise chahe jala du

Main shama husan ki
Mera aashik jamana
Door se dekho
Tum paas mere na aana
Main shama husan ki
Mera aashik jamana
Door se dekho
Tum paas mere na aana
Pyar mohabbat main
Kya janu main hoon ek chingari
Soch samajh ke mujhse
Karna dekho logo yari
Are jaani chhuna na
Tu jayega jaan se
Are main bijli bijli
Jise chahe jala du

Lakho mein ek hoon
Main wo katil hasina
Jo mila le nazar bhule
Mujhko kabhi na
Are lakho mein ek hoon
Main wo katil hasina
Jo mila le nazar bhule
Mujhko kabhi na
Jisko kar doon ek ishara
Woh mera ho jaye
Sari duniya chhod ke
Mere pichhe pichhe aaye
Are jaani chhuna na
Tu jayega jaan se
Ho main bijli bijli
Jise chahe jala du
Har jagah hai mere charche
Mere hai afsane
Mere pyar ki aag mein
Jal gaye kitne hi parwane
Are jaani chhuna na
Tu jayega jaan se
Are main bijli bijli
Jise chahe jala du.

MovieZulm Ki Hukumat
SingerKavita Krishnamurthy
DirectorBharat Rangachary
Music ComposerDilip Sen, Sameer Sen
LyricistAnwar Sagar
Star CastDharmendra, Moushumi Chatterjee, Govinda, Kimi Katkar, Shakti Kapoor, Neena Gupta, Rumi Jaafrey, Amita Nangia, Raza Murad, Navneet Nishan, Om Shivpuri, Paresh Rawal, Archana Puran Singh, Imtiyaz Khan, Navin Nischol, Mahesh Anand
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *