O Baba O Baba Kya Hoga Lyrics | Aandhi Toofan | Asha Bhosle | Bappi Lahiri

O Baba O Baba Kya Hoga Lyrics | Aandhi Toofan | Asha Bhosle | Bappi Lahiri

O baba o baba kya hoga kya hoga
Na socho kya hoga na pucho kya hoga
Jo hoga so hoga dekhenge jo hoga
Jati hai to jaye jan aana hai to aa jaye koi
Aandhi tufann aandhi tufann aandhi tufann aandhi tufann
O baba o baba kya hoga kya hoga
Na socho kya hoga na pucho kya hoga
Jo hoga so hoga dekhenge jo hoga
Jati hai jaye jan aana hai to aa jaye koi
Aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan

Dil me wafa hai hotho pe sachai fir hame kya dar yaha
Maut se dare kyu jite ji mare kyu
Jati hai to jaye jan aana hai to aa jaye koi
Dil me wafa hai hotho pe sachai fir hame kya dar yaha
Maut se dare kyu jite ji mare kyu
Jati hai to jaye jan aana hai to aa jaye koi
Aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan
O baba o baba kya hoga kya hoga
Na socho kya hoga na pucho kya hoga
Jo hoga wo hoga dekhenge jo hoga
Jati hai jaye jan aana hai to aa jaye koi
Aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan

Ab to sitam ki had ho chuki hai tute ga re jhutha ye nasha
Tujhko mitake mitenge kabhi hum
Jati hai to jaye jan aana hai to aa jaye koi
Ab to sitam ki had ho chuki hai tute ga ye jhutha ye nasha
Tujhko mitake mitenge kabhi hum
Jati hai to jaye jan aana hai to aa jaye koi
Aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan
O baba o baba kya hoga kya hoga
Na socho kya hoga na pucho kya hoga
Jo hoga wo hoga dekhenge jo hoga
Jati hai jaye jan aana hai to aa jaye koi
Aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan aandhi tufan

MovieAandhi Toofan
SingerAsha Bhosle
DirectorB Subhash
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAnjaan
Star CastHema Malini, Mithun Chakraborty, Meenakshi Seshadri, Shatrughan Sinha, Danny Denzongpa, Mazhar Khan, Shashi Kapoor, Kajal Kiran, Mac Mohan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *