Nizamuddin Aulia Lyrics | Aulia-e-islam | Jaani Babu Qawwal | Jaani Babu Qawwal

Nizamuddin Aulia Lyrics | Aulia-e-islam | Jaani Babu Qawwal | Jaani Babu Qawwal

Nizamuddin auliya
Bana do bigde kaam hamare
Nizamuddin auliya
Bana do bigde kaam hamare
Bhanwar me aai hain naiya
Bhanwar me aai hain naiya
Laga do ab to kinare
Nizamuddin auliya
Bana do bigde kaam hamare
Nizamuddin

Suno aye khaj-e-aali
Hamare hath hain khali
Ye bhar jaye abhi pal me
Nazar tumne agar dali
O tum hi dilli ke raja
Tum hi dilli ke raja
O tum bin kiskio pukare
Nizamuddin auliya
Bana do bigde kaam hamare
Nizamuddin

Karm ham par bhi farmao
Murade dil ki bahlao
Na hamko aur tarsao
Na hamko aur tadpao
Aa o suni hain lakho ki vipda
Suni hain lakho ki vipda
Hazaro bhag sanware
Nizamuddin auliya
Bana do bigde kaam hamare
Nizamuddin auliya
Bana do bigde kaam hamare
Nizamuddin

Nashiba apne banayenge
Jo manga hain wo payenge
Tumhi se lene aaye hain
Tumhi se leke jayenge
Aa o

MovieAulia-e-islam
SingerJaani Babu Qawwal
DirectorA Shamsheer
Music ComposerJaani Babu Qawwal
LyricistGauhar Kanpuri, Vikar Nagari, Qamil Chandpuri, Khursheed Anwar
Star CastTarbez, Sonia Sahni, Farida Jalal, Rajendra Kumar, Jayraj, Padma Khanna, Mukri, Imtiaz Khan, Naaz

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *