Niyam Ho Lyrics  | Super 30 | Hrithik Roshan, Pankaj Tripathi | Mayukh Pareek, Yash Kapoor | Ajay Gogavale, Atul Gogavale

Niyam Ho Lyrics | Super 30 | Hrithik Roshan, Pankaj Tripathi | Mayukh Pareek, Yash Kapoor | Ajay Gogavale, Atul Gogavale

Apni taqdeer jo apne haatjo likhe
Apni hasti bana sake
Raja ya rank ho, jag uske sang ho
Jyada jo ank paa sake
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka naya ye niyam ho

Bedi agyaan ki pighla ke gayan se
Bandi sapne chuda sake
Bandi sapne chuda sake
Kudrat mein sa haq sabko diya
Sab haq apna kama sake
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka naya ye niyam ho

Koi hunar jisme ho samay uska hi badalta hai
Maati nazar aata ho pighalkar sona ugalta hai

Kya lena jaat se, kya lena naam se
Pahchane sabko unke kaam se

Boe dastoor ne jitne matbhed hai
Unko jad se mita sake
Raja ya rank ho, jag uske sang ho
Jyada jo ank paa sake
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka naya ye niyam ho
Niyam ho, niyam ho, niyam ho
Jahaan ka naya ye niyam ho.

MovieSuper 30
SingerMayukh Pareek, Yash Kapoor, Nimish Shah, Abhishek Jhawar, Chaitanya Shinde, Gaurav Medatwal, Saurabh Wakhare, Rahul Chitnis, Mandar Pilvalkar, Vijay Dhuri, Umesh Joshi, Kinjal Shah, Riddhi Sampat, Shivika Rajesh, Dr.Pallavi Shyam Sundar, Ann Fernandes, De
DirectorVikas Bahl
Music ComposerAjay Gogavale, Atul Gogavale
LyricistAmitabh Bhattacharya
Star CastHrithik Roshan, Pankaj Tripathi, Mrunal Thakur
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *