Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kuke kuke gaaye malhaar
Kuke kuke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kuke kuke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Mai hu abhi kamsin kamsin
Mai hu abhi kamsin kamsin
Jaanu na kuchh is bin is bin
Raate jawani ki
Raate jawani ki baali umar ke din
Kab kya ho nahi aitbar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kuke kuke gaaye malhaar
Kuke kuke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Kaisi ye rut aayi rut aayi
Kaisi ye rut aayi sun ke mai sharamaayi sharamaayi
Sun ke mai sharamaayi
Kaano me kah de kya
Kaano me kah de kya
Baali ye puravaayi
Pehne phulo ne kirno ke haar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kuke kuke gaaye malhaar
Kuke kuke gaaye malhaar
Nindiya se jaagi bahaar
Aisa mausam dekha pehli baar
Koyal kuke kuke gaaye malhaar
Kuke kuke gaaye malhaar
| Movie | Hero |
| Singer | Lata Mangeshkar |
| Director | Subhash Ghai |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri, Sanjeev Kumar, Shammi Kapoor, Shakti Kapoor, Subhash Ghai, Urmila Bhatt, Bharat Bhushan, Bindu, Amrish Puri, Neeta Mehta, Madan Puri, Manek Irani, Suresh Oberoi, Ranjeet, K Date, Manjushree, Salim Khan, Monto |

