Nind ud rahi hai
Chain kho raha hai
Jaan ja rahi hai
Yeh kya ho raha hai
Nind ud rahi hai
Chain kho raha hai
Jaan ja rahi hai
Yeh kya ho raha hai
Yeh kya ho raha hai
Yeh kya ho raha hai
Aise na mujhe dekho mera dil dhadak raha hai
Ha aise na mujhe dekho mera dil dhadak raha hai

Khushbu khushbu baate teri
Mehka mehka chehra tera
Teri baahe teri narmi
Saanso ki yeh bhini garmi
Barish ki bundo me
Sagar ki lehro me
Tum ho sanam
Tum ho sanam
Divani ho gayi hu
Aisa lag raha hai
Jaan ja rahi hai
Yeh kya ho raha hai
Yeh kya ho raha hai
Yeh kya ho raha hai
Aise na mujhe dekho mera dil dhadak raha hai
Ha aise na mujhe dekho mera dil dhadak raha hai
Dhadkan meri sun lo janam
Kehti kya hai socho janam
Tumse rishta kitana gehra
Do hi pal me sadiyo jaisa
Nagmo me saajo me dhun me dil ki tum ho sanam
Tum ho sanam
Dil ke mandiro me tera dip jal raha hai
Jaan ja rahi hai
Yeh kya ho raha hai
Nind ud rahi hai
Chain kho raha hai
Jaan ja rahi hai
Yeh kya ho raha hai
Yeh kya ho raha hai
Yeh kya ho raha hai
Aise na mujhe dekho mera dil dhadak raha hai
Ha aise na mujhe dekho mera dil dhadak raha hai
Ha aise na mujhe dekho mera dil dhadak raha hai
Ha aise na mujhe dekho mera dil dhadak raha hai
| Movie | Kuch Khatti Kuch Meethi |
| Singer | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
| Director | Rahul Rawail |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Kajol, Suniel Shetty, Rishi Kapoor, Rati Agnihotri, Meeta Vasisht, Razzak Khan, Pramod Moutho, Dinesh Hingoo, Guddi Maruti, Pooja Batra, Mayur, Dinesh Anand, Parmeet Sethi |