Nind mujhko aayi nahi jab ye socha raat me
Sari sari raat me aap naraz rahe mujhse
Ek zara si baat me to i am sorry i am sorry
Mujhe maf karna i am sorry nind mujhko aayi nahi
Jab ye socha raat me aap naraz rahe mujhse
Ek zara si baat me to i am sorry i am sorry
Mujhe maf karna i am sorry nind mujhko aayi nahi
Jab ye socha raat me
Meri zara si galti par itne khafa ho jaoge
Pahle khabar na thi mujhko aise bhi tadpaoge
Meri zara si galti par itne khafa ho jaoge
Pahle khabar na thi mujhko aise bhi tadpaoge
Aise bhi tadpaoge to i am sorry i am sorry
Mujhe maf karna i am sorry nind mujhko aayi nahi
Jab ye socha raat me sari sari raat me
Jab ye socha raat me
| Movie | Kasam Teri Kasam |
| Singer | S P Balasubramaniam, Anuradha Paudwal |
| Director | Raman Kumar |
| Music Composer | Naresh Sharma |
| Lyricist | Faiz Anwar |
| Star Cast | Kishan Kumar, Kanchan, Neeta Puri, Kunika, Anupam Kher, Kiran Kumar, Mohnish Bahl, Raza Murad, Alok Nath |

