Nile Gagan Ke Tale, Dharatee Kaa Pyar Pale Lyrics | Hamraaz (Old) | Mahendra Kapoor | Ravi

Hey.. nile gagan ke tale, dharatee kaa pyar pale – (2)
Aise hee jag me aatee hain subahe, aise hee sham dhale
Hey.. nile gagan ke tale, dharatee kaa pyar pale

Shabnam ke motee phulo pe bikhre, dono kee aas fale
Hey.. nile gagan ke tale, dharatee kaa pyar pale

Balkhati belein, mastee me khele, paydhon se milake gale
Hey.. nile gagan ke tale, dharatee kaa pyar pale

Nadiya kaa pani, dariya se milke, sagar kee aur chale
Hey.. nile gagan ke tale, dharatee kaa pyar pale……

MovieHamraaz (Old)
SingerMahendra Kapoor
Music ComposerRavi
LyricistSahir Ludhianvi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *