Nigaho me masti adao me shokhi
Muh me jadi motiyo ki ladi hai
Ajab teri
Ajab teri najro ki masti ka aalam – 2
(Ke lai hai mujhpe
Ye mushkil ghadi hai) – (2)
Tadapne ka koi bahana na hota
Jo chahat na hoti zamana na hota
Mohabbat ke
Kandho pe duniya khadi hai
Ajab teri
Ajab teri najro ki masti ka aalam – 2
(Ke lai hai mujhpe
Ye mushkil ghadi hai) – (2)
Aani hai harsh ye dil se bhulakar
Na itrao chanda si surat ko pakar
Ye husno jawani ghadi do ghadi hai
Ajab teri
Ajab teri najro ki masti ka aalam – 2
(Ke lai hai mujhpe
Ye mushkil ghadi hai) – (2)
| Movie | Wazir E Azam |
| Singer | Mubarak Begum |
| Music Composer | Robin Banerjee |
| Lyricist | Hairat Sitapuri |
| Star Cast | Indira, Master Bhagwan, Shyam Kumar |

