Nigaahon Se Hamen Samajhaa Rahe Hain Lyrics | Passport | Ghulam Ali | Ghulam ali

Nigaahon Se Hamen Samajhaa Rahe Hain Lyrics | Passport | Ghulam Ali | Ghulam ali

??nigaaho se hume samajha rahe hain
Nigaaho se hume samajha rahe hain
Nawaazish hai karam farmaa rahe hain
Nigaaho se hume samajha rahe hain
Nigaaho se hume samajha rahe hain

Main jitna paas aana chahta hun
Main jitna paas aana chahta hun
Main jitna paas aana chahta hun
Wo utnaa door hote jaa rahe hain
Wo utnaa door hote jaa rahe hain
Nawaazish hai karam farmaa rahe hain
Nigaaho se hume samajha rahe hain

Main kya kahta kisi se beeti baate
Main kya kahta kisi se beeti baate
Main kya kahta kisi se beeti baate
Wo khud hi daastaan dohra rahe hain
Wo khud hi daastaan dohra rahe hain
Nawaazish hai karam farmaa rahe hain
Nigaaho se hume samajha rahe hain

Fasana shauq ka aise suna hai
Fasana shauq ka aise suna hai
Fasana shauq ka aise suna hai
Tabassum zer e lab farma rahe hain
Tabassum zer e lab farma rahe hain
Nawaazish hai karam farmaa rahe hain
Nigaaho se hume samajha rahe hain

MoviePassport
SingerGhulam Ali
DirectorPramod Chakravorty
Music ComposerGhulam ali
Star CastPradeep Kumar, Madhubala, K N Singh, Nasir Hussain, Mehmood, Helen, Jagdish Raaj, Mumtaz Begum, Manju

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *