Nazar Nazar Lyrics  | Jaam Utha | Kumar Sanu, Jeetu Tapan | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Nazar Nazar Lyrics | Jaam Utha | Kumar Sanu, Jeetu Tapan | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Nazar nazar se milakar sharab peete hai
Nazar nazar se milakar sharab peete hai
Hum unko paas bithakar sharab peete hai
Nazar nazar se milakar sharab peete hai

Isi liye to andhera hai maikade mein bahut
Isi liye to andhera hai maikade mein bahut
Yahan gharon ko jalaakar sharab peete hai
Nazar nazar se milakar sharab peete hai

Hume tumhare siwa kuch nazar nahi aata
Hume tumhare siwa kuch nazar nahi aata
Tumhe nazar mein sazakar sharab pite hai
Nazar nazar se milakar sharab peete hai

Unhi ke his se mein aati hai pyaas hi aksar
Unhi ke his se mein aati hai pyaas hi aksar
Jo doosron ko pilaakar sharab peete hai
Nazar nazar se milakar sharab peete hai.

MovieJaam Utha
SingerJagjit Singh
Music ComposerJagjit Singh
Star CastKumar Sanu, Jeetu Tapan, Jaswinder Singh, Kuldip Singh, Pankaj Udhas, Ali Ghani, Jagjit Singh, Ghulam Ali, Chitra Singh
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *