Nazar Me Rang Aur Masti Bhara Tufan Leke Lyrics | Jawan Mohabbat | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Nazar Me Rang Aur Masti Bhara Tufan Leke Lyrics | Jawan Mohabbat | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki

Dhua dhua ye fizaye hume bulati hai
Dhua dhua ye fizaye hume bulati hai
Ye thandi thandi hawaye hame bulati hai
Ye thandi thandi hawaye hame bulati hai
Sabhi ko bha gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki

Diya paiyam hume mad bhare najaro ne
Diya paiyam hume mad bhare najaro ne
Kiya salam hume jhumati baharo ne
Kiya salam hume jhumati baharo ne
Diye jala gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki

Kisi ke vaste dil bekarar rehta hai
Kisi ke vaste dil bekarar rehta hai
Koi to aayega ye intjar rehta hai
Koi to aayega ye intjar rehta hai
Wafa si chha gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki

MovieJawan Mohabbat
SingerLata Mangeshkar
DirectorBhappi Sonie
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastShammi Kapoor, Asha Parekh, Pran, Balraj Sahni, Shashikala, Sarika, Nirupa Roy, Raj Mehra, Rajendra Nath, Jay Shree T, Dhumal, Mumtaz, Shammi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *