Naya Saal Aaye, Tamase Dikhaye Lyrics | Nazrana Pyar Ka | Amit Kumar, Anwar, Asha Bhosle | Hemant Bhosle

Naya Saal Aaye, Tamase Dikhaye Lyrics | Nazrana Pyar Ka | Amit Kumar, Anwar, Asha Bhosle | Hemant Bhosle

Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye

Jaha hai ujala wahi hai andhera
Mukaddar pe kabu na mera na tera
Jaha hai ujala wahi hai andhera
Mukaddar pe kabu na mera na tera
Ye jiwan paheli samjh me
Na aaye na aaye na aaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye

Mohabbat mukaddar badalti rahi hai
Ye kashti to tufa me chalti rahi hai
Mohabbat mukaddar badalti rahi hai
Ye kashti to tufa me chalti rahi hai
Mohabbat andhero me rastha
Banaye banaye banaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye

Meri ja mohabbat se daulat badi hai
Ye dunia me jadu ki aisi chadi hai
Meri ja mohabbat se daulat badi hai
Ye dunia me jadu ki aisi chadi hai
Mohabbat kharide mukaddar
Banaye banaye banaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye
Naya saal aaye tamashe dikhaye
Kisi ko hasaye kisi ko rulaye naya saal aaye

MovieNazrana Pyar Ka
SingerAmit Kumar, Anwar, Asha Bhosle
DirectorS M Sagar
Music ComposerHemant Bhosle
LyricistNida Fazli
Star CastAshok Kumar, Sarika, Vijayendra, Raj Kiran, Raj Babbar, Neeta M, Shakti Kapoor, Chandrashekhar, Aruna Irani, Meena T, Indu Shivraj, Deven Verma, Sonika Gill, Manmouji, Raj Mehra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *