Nav Kalpanaa Nav Rup Se Rachanaa Rachi Jab Naar Ki Lyrics | Mrig Trishna | Mohammed Rafi | Shambhu Sen

Nav Kalpanaa Nav Rup Se Rachanaa Rachi Jab Naar Ki Lyrics | Mrig Trishna | Mohammed Rafi | Shambhu Sen

Nav kalpana nav rup se rachna rachi jab naar ki
Nav kalpana nav rup se rachna rachi jab naar ki
Satyam shivam sundaram se shobha badhi sansaar ki
Nav kalpana

Kala ki dasi kaamini solah kala paripurn hai
Kala ki dasi kaamini solah kala paripurn hai
Vishva me vish kanya ke ye naam se prasidh hai
Naam se prasidh hai haav bhav anubhav se
Seva kare bhagavan ki nav kalpana

Chandrama sau mukh salono shyam varna kesh hai
Chandrama sau mukh salono shyam varna kesh hai
Naino se mriganayani hai vani madhur uchharati
Vani madhur uchharati nritya gan trigdhan puja
Inka dharam hai aarti nav kalpana

Dev lok ki devdasi sundar rup lubhavani
Dev lok ki devdasi sundar rup lubhavani
Solah shigar suhavani solah shigar suhavani
Shankh damru jhanjh jhalar nupur dhvani manmohani
Nav kalpana nav rup se rachna rachi jab naar ki
Nav kalpana

MovieMrig Trishna
SingerMohammed Rafi
Music ComposerShambhu Sen
LyricistShambhu Sen
Star CastRakesh Pandey, Yogita Bali, Jalal Aga, Dina Pathak, Hema Malini

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *