Naino Main Kajra Masha Allaha Lyrics | Noor Mahal | Mohammed Rafi | Jani Babu

Naino Main Kajra Masha Allaha Lyrics | Noor Mahal | Mohammed Rafi | Jani Babu

Naino me kajra masha allah balo me gajra subhanallah
Hotho pe lali allah allah mai mar gaya mar gaya
Naino me kajra masha allah balo me gajra subhanallah
Hotho pe lali allah allah mai mar gaya mar gaya

Kali hai julfe gora hai chehra
Chanda pe jaise badal ka pehra
Aankho me teri dore gulabi
Kali dupatta aachal sunhera
Tu mere sath hai na din hai rat hai
Teri kya bat hai mai mar gaya
Naino me kajra masha allah
Balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah
Mai mar gaya mar gaya naino me kajra

Dekhe jo tere mathe ki bindiya
Naino ke uske jaye nindiya
Chanchal adaye sahmi si bate
Chota sa kad hai bali umariya
Matwali chal hai dil ka ye hal hai
Jeena muhal hai mai mar gaya mar gaya
Naino me kajra masha allah
Balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah
Mai mar gaya mar gaya naino me kajra

Najro me bijli kano me bali aise me dil ka allah wali
Jane chaman tu najuk badan hai
Jaise lachakti phulo ki daulat
Tu mahjabin sabse hasin hai
Mai mar gaya mar gaya naino me kajra masha allah
Balo me gajra subhanallah hotho pe lali allah allah
Mai mar gaya mar gaya mai mar gaya mar gaya

MovieNoor Mahal
SingerMohammed Rafi
DirectorNashir Engineer
Music ComposerJani Babu
LyricistSaba Afghani
Star CastJagdeep, Chitra, Lalita Desai, Madhumaliti, Tiwari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *