Naino Ka Chain Ganvaya Lyrics  | Boond Jo Ban Gayee Moti | Mumtaz, Jeetendra | Suman Kalyanpur | Satish Bhatia

Naino Ka Chain Ganvaya Lyrics | Boond Jo Ban Gayee Moti | Mumtaz, Jeetendra | Suman Kalyanpur | Satish Bhatia

Kaisi ye uljhan kaisi paheli pyaar ki
Ye kaise rahe jab mange muskaan to haay
milti thandi aahen

Kya maine preet me paya
Naino ka chain aaya
Janewale bedardi se kyo iss dil ko lagaya
Kya maine preet me paya

Jo mai janti aur ye pahchanti
Jo mai janti aur ye pahchanti
Mere dil diwane ko kyu mai apna manti

Kya maine preet me paya
Naino ka chain aaya
Janewale bedardi se kyo iss dil ko lagaya
Kya maine preet me paya

Kya meri hai khata koi to de bta
Kya meri hai khata koi to de bta
Unko hi mana maine prano ka devta
Ho o kya maine preet me paya
Naino ka chain aaya
Janewale bedardi se kyo iss dil ko lagaya
Kya maine preet me paya.

MovieBoond Jo Ban Gayee Moti
SingerSuman Kalyanpur
DirectorRajaram Vankudre Shantaram
Music ComposerSatish Bhatia
LyricistBharat Vyas
Star CastMumtaz, Jeetendra, Akashdeep, Surendra, Vaishali, Lalita Pawar, Paresh Kumar, Nana Palsikar, Balam
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *