Nahin Nahin Kabhi Nahin Lyrics | Divya Shakti | Alka Yagnik, Kumar Sanu

Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge

Waada kiya jo humne tumse, waada kiya jo humne
Tumse waada na todenge

Nahin nahin kabhi nahin, saath na chhodenge

Ulajhe ulajhe gesuon ko aake humne sajaaya
Soch samajh ke hamane dilabar
Dil mein tujhko basaaya
Ulajhe ulajhe gesuon ko aake humne sajaaya
Soch samajh ke humne
Dilabar dil mein tujhko basaaya
Waqt ko sawarane do pyaar humein karne do
Roko na dilruba, roko na dilruba

Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge
Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge
Waada kiya jo humne tumse
Waada kiya jo humne tumse
Waada na todenge
Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge

Pyaase the jiske liye Hum woh khumaari mita di
Leke hamako baajuon mein beqaraari mita di
Pyaase the jiske liye hum woh khumaari mita di
Leke hamako baajuon mein beqaraari mita di
Saath saath rahana hai dard nahin sahana hai
Kar liya faisala, kar liya faisala

Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge
Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge
Waada kiya jo humne tumse
Waada kiya jo humne tumse
Waada kiya jo humne tumse
Tumse vaada na todenge
Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge
Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge
Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge
Nahin nahin kabhi nahin saath na chhodenge.

MovieDivya Shakti
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
DirectorSameer Malkan
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistSameer
Star CastAjay Devgan, Raveena Tandon, Satyendra Kapoor
LabelSterling Recordings

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *