Naam Hothon Pe Kiske Lyrics | Khushnuma | Talat Aziz | Talat Aziz

Naam hothon pe kiske mera aaya hoga
Naam hothon pe kiske mera aaya hoga
Sharm se chera kahin usne chhupaya hoga
Naam hothon pe kiske mera aaya hoga
Sharm se chera kahin usne chhupaya hoga
Naam hothon pe kiske mera aaya hoga

Chok jaata hun har aahat pe ke woh aaya hoga
Chok jaata hun har aahat pe ke woh aaya hoga
Wo nahi aaya to phirr uska saaya hoga
Wo nahi aaya to phirr uska saaya hoga
Sharm se chera kahin usne chhupaya hoga
Naam hothon pe kiske mera aaya hoga

Meri saanso mein basi hai abhi tak wo khooshbu
Meri saanso mein basi hai abhi tak wo khooshbu
Chum kar palke usne mujhe jagaya hoga
Chum kar palke usne mujhe jagaya hoga
Sharm se chera kahin usne chhupaya hoga
Naam hothon pe kiske mera aaya hoga

Manzile mujhko mili raaste aasan huye
Manzile mujhko mili raaste aasan huye
Usne aankho ke chirago ko jalaaya hoga
Usne aankho ke chirago ko jalaaya hoga
Sharm se chera kahin usne chhupaya hoga
Naam hothon pe kiske mera aaya hoga
Naam hothon pe kiske mera aaya hoga.

MovieKhushnuma
SingerTalat Aziz
Music ComposerTalat Aziz
LyricistNusrat Badr
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *