Na Tum Humein Jano Lyrics  | Na Tum Hamein Jaano | Preetika Rao | Sachin Dev Burman

Na Tum Humein Jano Lyrics | Na Tum Hamein Jaano | Preetika Rao | Sachin Dev Burman

Na tum humein jaano
Na hum tumhe jaane
Magar lagta hai kuch aisa
Mera humdum mil gaya
Na tum humein jaano
Na hum tumhe jaane
Magar lagta hai kuch aisa
Mera humdum mil gaya

Ye mausam ye raat chup hai
Ye hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunane lagi hai dastaan
Ye mausam ye raat chup hai
Ye hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunane lagi hai dastaan
Nazar ban gayi hai dil ki zabaan

Na tum humein jaano
Na hum tumhe jaane
Magar lagta hai kuch aisa
Mera humdum mil gaya
Magar lagta hai kuch aisa.

MovieNa Tum Hamein Jaano
SingerPreetika Rao
Music ComposerSachin Dev Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *