Na tum hame jano
Na hum tumhe jaane
Magar lagta hai kuch aisa
Mera humdum mil gaya
Na tum hame jano
Na hum tumhe jaane
Magar lagta hai kuch aisa
Mera humdum mil gaya
Ye mausam ye raat chup hai
Ye hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunane lagi hai dastaan
Ye mausam ye raat chup hai
Ye hothon ki baat chup hai
Khamoshi sunane lagi hai dastaan
Nazar ban gayi hai dil ki zabaan
Na tum hame jano
Na hum tumhe jaane
Magar lagta hai kuch aisa
Mera humdum mil gaya
Magar lagta hai kuch aisa.
| Movie | Baat Ek Raat Ki |
| Singer | Preetika Rao |
| Director | Shankar Mukherjee |
| Music Composer | Sachin Dev Burman, Aditya Paudwal |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Dev Anand, Waheeda Rehman, Johnny Walker |
| Label | Saregama Music |

