Na Roko Lyrics | Tu Hai Meri Kiran | Savera, Pratika Gopinath

Na Roko Lyrics | Tu Hai Meri Kiran | Savera, Pratika Gopinath

Teri Aadatein
Mujhe Jeena Na De Yaar
Teri Aakhon Se
Mera Dil Pigal Jaye Na

Jaane Kyu Main Kho Gaya
Dhoondu Main Tujhe Kaha
Teri Aadatein
Rehe Gaye Hai Tere Mere Saath

Teri Meri Baatein
Jo Hain Lambi Si Yeh Raatein
Na Roko Na Roko
Teri Meri Baatein
Jo Hain Lambi Si Yeh Raatein
Na Roko Na Roko

Saanson Mein Meri
Jo Khwaaish Hai
in Lamhon Mein Meri
Guzaarish Hai

Teri Aahatein
Mujhe Sone Naa De Yaar
Teri Baaton Se
Meri Saansein Chalti Hain Aaj

Jaane Kaisa Ye Nasha
Mujhe Yun Hai Mil Gaya
Teri Aahatein
Behke Main Aur Mera Man Bhi Saath

Teri Meri Baatein
Jo Hain Lambi Si Yeh Raatein
Na Roko Na Roko
Teri Meri Baatein
Jo Hain Lambi Si Yeh Raatein
Na Roko Na Roko

Saanson Mein Meri
Jo Khwaaish Hai
in Lamhon Mein Meri
Guzaarish Hai

Haan Hum Khone Lage
Khone Lage Khone Lage
Haan Hum Khone Lage
Khone Lage Khone Lage

Teri Meri Yaadein
Yeh Nasheeli Si Aadaye
Na Roko Na Roko

MovieTu Hai Meri Kiran
SingerSavera, Pratika Gopinath
DirectorKaran Rawal
Music ComposerSavera, OAFF
LyricistYash Saxena, Moosa Saleem, OAFF, Savera
Star CastSonakshi Sinha, Zaheer Iqbal, Sherlin Seth, Zarina Wahab, Ankit Gupta
LabelSaregama Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *