Na Ro Ladli, Tere Do Aansuo Ki Samunder Ki Aankho Me Kimat Nahi Lyrics | Anmol Moti | Manna Dey | Ravi

Na Ro Ladli, Tere Do Aansuo Ki Samunder Ki Aankho Me Kimat Nahi Lyrics | Anmol Moti | Manna Dey | Ravi

Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho kimat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho kimat nahi
Bhut pi chuka hai ye aankho ka pani
Ise or koi jarurat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho kimat nahi
Na ro ladli

Kai kastiya iske andar chhipi hai
Kai lal maao ke khaye hai isne
Kai kastiya iske andar chhipi hai
Kai lal maao ke khaye hai isne
Hai ye bada hi purana sitam mgar
Ise rahm khane ki aadat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho kimat nahi
Na ro ladli

Khazane me iske karodon hai moti
To kyu isne chhini mere ghar ki roti
Khazane me iske karodo hai moti
To kyu is ne chhini mere ghar ki roti
Ye chahe to lota de sansar mera
Mager isme itni sarafat nahi

Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho kimat nahi
Bhut pi chuka hai ye aankho ka pani
Ise or koi jarurat nahi
Na ro ladli tere do aansuo ki
Samundar ki aankho kimat nahi
Na ro ladli

MovieAnmol Moti
SingerManna Dey
DirectorS D Narang
Music ComposerRavi
LyricistRajinder Krishan
Star CastJeetendra, Babita, Jayant, Jagdeep, Sapru, Rajendra Nath, Tun Tun, Veena, Aruna Irani, Shabnam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *