Na Jaane Kya Ho Gaya Hai Tumhe Dekh Kar Lyrics | Baazi | Udit Narayan, Sadhana Sargam

Na Jaane Kya Ho Gaya Hai Tumhe Dekh Kar Lyrics | Baazi | Udit Narayan, Sadhana Sargam

Na jane kya ho gaya hai tumhe dekhkar
Tumhe dekhkar tumhe dekhkar
Pagal dil ye ho gaya hai
Tumhe dekhkar tumhe dekhkar tumhe dekhkar

Is bekrari ka mohabbat naam hai shayad
Pyar se kehte hai chahat naam hai shayad
Kya batau kitna tumko pyar karti hai
Kho na jao tum kahi is baat se darti hu
Sanso me hai khushboo teri
Aankho me hai chehra tera
Ye zindagi bin tere kuchh nahi
Deewana main ho gaya hu tumhe dekhkar
Tumhe dekhkar tumhe dekhkar
Pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekhkar
Tumhe dekhkar tumhe dekhkar

Paas itne aao ham ho jaye bekhabar
Chahto ka har ghadi dil pe rahe asar
Ji chahta hai tujhko main sine se lagalu
Tere labo ke rang ko main aake churalu
Jaadu ye kaisa tune kiya
Chhane laga hai tera nasha
Tere hi dam se dhadkata hai dil
Deewani si ho gayi hu tumhe dekhkar
Tumhe dekhkar tumhe dekhkar

Na jane kya ho gaya hai tumhe dekhkar
Tumhe dekhkar tumhe dekhkar
Pagal dil ye ho gaya hai
Tumhe dekhkar

MovieBaazi
SingerUdit Narayan, Sadhana Sargam
DirectorAshutosh Gowariker
Star CastAamir Khan, Mamta Kulkarni, Aparajita, Kulbhushan Kharbanda, Raza Murad, Asrani, Mukesh Rishi, Aashish Vidyarthi, Paresh Rawal, Avtar Gill, Mushtaq Khan, Kunika, Satish Shah, Puneet Issar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *