Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (title Song) Lyrics | Na Ghar Ke Na Ghaat Ke | Remo Fernandes | Lalit Pandit

Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (title Song) Lyrics | Na Ghar Ke Na Ghaat Ke | Remo Fernandes | Lalit Pandit

Aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
Aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
Mehanga pad gaya sapne bunna
Mehanga pad gaya sapne bunna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Vasudeva mumbai deva vasudeva

Badli hai aap hawa
Badal gaye hain nazare
Ye signal ye local
Dost naye hai tumhare
Naa zyada sun na
Naa zyada bol na
Paane mein hawa bhi kum le saans bhi pyare
Mehanga pad gaya sapne bunna
Mehanga pad gaya sapne bunna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna

Apna woh hota nahin jo apna lagta hai
Wrong hai right
Jeb hai tight
Lekin sab chalta hai
Rasta hai seedha jo tu tedha chale
Yahan to matlab se suraj aur chaand nikalta hai
Mehanga pad gaya sapne bunna
Mehanga pad gaya sapne bunna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna

Kaale kaale coat
Hare hare note
Taxi’ian kaali peeli
Technicolor hai ye sehar
Baate iski rangeeli
Lekin khushiyon ka color hai kaun sa
Tu pehchane ye to bas zindagi jee lee
Mehanga pad gaya sapne bunna
Mehanga pad gaya sapne bunna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna

Aa gaye mumbay ke sagar mein gaon ki naiya
Par iss root ki sabhi lineay vyast hai bhaiya
Mehanga pad gaya sapne bunna
Mehanga pad gaya sapne bunna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna
Na ghar ke na ghaat ke munna

MovieNa Ghar Ke Na Ghaat Ke
SingerRemo Fernandes
DirectorRahul Aggarwal
Music ComposerLalit Pandit
LyricistMudassar Aziz
Star CastRahul Aggarwal, Paresh Rawal, Narayani Shastri, Om Puri, Ravi Kissen, Neena Gupta, Shashi Kiran, Anant Mahadevan, Rakesh Shrivastav, Neeraj Vora, Shreya Saran, Ehsaan Khan, Lalit Pandit, Shveta Salve, Manmouji

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *